अधपकी रातों में
जब भी तेरी
पक्की यादें आती हैं
आंसू कि एक धार
अपनी निर्धारित
पगडण्डी से होकर
रोज़ तकिये की ओर
बरबस चली जाती है
बरसो का ये सिलसिला बदस्तूर अब भी जारी है
अब तकिया भी तकिया नहीं रहा
सिरहाने जैसे एक पत्थर सा बन गया है
जिसे हर रात एक और पत्थर
सोने से पहले धोता है.............
Saturday, February 27, 2010
कल का पता नहीं
इतिहास तो है
आज का आभास नहीं
सांसे तो चल रही
धडकनों का अहसास नहीं
दिल का समुन्दर मचल तो रहा
लहरों का मगर विश्वास नहीं
आज कि जो है चेतना
कल का इतिहास हो शायद
पता नहीं पता नहीं...........
आज का आभास नहीं
सांसे तो चल रही
धडकनों का अहसास नहीं
दिल का समुन्दर मचल तो रहा
लहरों का मगर विश्वास नहीं
आज कि जो है चेतना
कल का इतिहास हो शायद
पता नहीं पता नहीं...........
Friday, February 5, 2010
ek anutha invitation
kuch machhar
aaj sham se mere ghar
ke andar dhera dal rahe the
na unhe gudnite ka dar tha
na chinese racket se ghabra rahe the
bas jahan jahan me jati
mere sar pe bekhauf mandra rahe the
adhi rat pade jab me
need ke sunahri khwab bunne
apne palang pe leti
to kaan me ek awas si ayi
bhu..bhu..bhu...didi
aaj hame aapki madad ki jarurat hai
maine idhar dekha udhar dekha..
dekha upar to..char hath jode
ek bada sa machhar apne do paero pe
mere agay khada tha....
mujhe achambit dekh..
bola wo..didi ghabrao nahi
aaj ham apko katne nahi..
ek chithi likhwane aye hai
bas ham par ahsan kar do
jaisi chithi apne PM ji ko likhi thi kabhi
ek aaj hamari taraf se FMji ko is bar likh do
likh do itna....
sabji dal ke bhav sunkar
khun insan ka pani ho gaya hai
shakkar ki kadvahat
hamee ko sahan karni pad rahi
FM-dada
hamari bahne makhiyan bhi
bemaut mar rahi
rasgulle ho ya barfi..
sabhi me shakkar kam pad rahi
pehle to insan dal roti kha ke
rat me chaen ki need sota tha..
use thoda kat kat ke
hamara ghar bhi chal jata tha
ab mahngai use sone nahi deti
aur hame..bagair khun jeene nahi deti
kuch to raham ham par karo
a-e..annadata....
insano ko apne vote ke liye nahi
hamare liye to zinda choro
agar ye yunhi mehngai ki mar marenge
to ham apni peedi agay kaise badha payenge
hey mahagyani...
hey dhyani
hamara bhi dhyan karo
thodi se mahngai kam karo...
plzzzzzzzzzzzzz
aaj sham se mere ghar
ke andar dhera dal rahe the
na unhe gudnite ka dar tha
na chinese racket se ghabra rahe the
bas jahan jahan me jati
mere sar pe bekhauf mandra rahe the
adhi rat pade jab me
need ke sunahri khwab bunne
apne palang pe leti
to kaan me ek awas si ayi
bhu..bhu..bhu...didi
aaj hame aapki madad ki jarurat hai
maine idhar dekha udhar dekha..
dekha upar to..char hath jode
ek bada sa machhar apne do paero pe
mere agay khada tha....
mujhe achambit dekh..
bola wo..didi ghabrao nahi
aaj ham apko katne nahi..
ek chithi likhwane aye hai
bas ham par ahsan kar do
jaisi chithi apne PM ji ko likhi thi kabhi
ek aaj hamari taraf se FMji ko is bar likh do
likh do itna....
sabji dal ke bhav sunkar
khun insan ka pani ho gaya hai
shakkar ki kadvahat
hamee ko sahan karni pad rahi
FM-dada
hamari bahne makhiyan bhi
bemaut mar rahi
rasgulle ho ya barfi..
sabhi me shakkar kam pad rahi
pehle to insan dal roti kha ke
rat me chaen ki need sota tha..
use thoda kat kat ke
hamara ghar bhi chal jata tha
ab mahngai use sone nahi deti
aur hame..bagair khun jeene nahi deti
kuch to raham ham par karo
a-e..annadata....
insano ko apne vote ke liye nahi
hamare liye to zinda choro
agar ye yunhi mehngai ki mar marenge
to ham apni peedi agay kaise badha payenge
hey mahagyani...
hey dhyani
hamara bhi dhyan karo
thodi se mahngai kam karo...
plzzzzzzzzzzzzz
abhimanyu aur draupadi
jeene wala har insan aaj abhimanyu hai
aur zindagi tu draupadi ..........
ladta har pal , marta pal pal.
kaisa bharastahar ka chakarvihyu hai.........
zinda rahene ke mahayhud mein............
katta uska har ang hai..........
kismat bhi arjun bani
har bar ksi aur jang ladne me fansi hai
har mod pe..har or
koi naya jaydrath agay khada hai
na jane is yug ka krishna
bhi kahin kho sa gaya hai.......
bas ab tu itna samjh le
hey abhmanyu...
wo chakradhari tab bhi lachar tha
shayad aaj bhi lachhar hai......
ye tera apna chakravyuh hai
khud tode ja...
ab ke than le.....
jaydrath tera nahi
tujhe uska vadh karna hai.................
tujhe uska vadh karna hai
aur zindagi tu draupadi ..........
ladta har pal , marta pal pal.
kaisa bharastahar ka chakarvihyu hai.........
zinda rahene ke mahayhud mein............
katta uska har ang hai..........
kismat bhi arjun bani
har bar ksi aur jang ladne me fansi hai
har mod pe..har or
koi naya jaydrath agay khada hai
na jane is yug ka krishna
bhi kahin kho sa gaya hai.......
bas ab tu itna samjh le
hey abhmanyu...
wo chakradhari tab bhi lachar tha
shayad aaj bhi lachhar hai......
ye tera apna chakravyuh hai
khud tode ja...
ab ke than le.....
jaydrath tera nahi
tujhe uska vadh karna hai.................
tujhe uska vadh karna hai
Subscribe to:
Posts (Atom)