bandhi kyun itihas se
bhavishya ki dor hai,
takatvar insaan ka
aaj kyun kamjor hai..
kal ki khushi me
kal bejar tha..
aaj bhi bekrar hai...
insan ki zindagi se yeh kaisi takrar hai...
bejan jismon ka mela yeh jahan
li khushiyon ne kabrstano me panah
gam ke parvat..ashkon ki nadiyan
na jane jivan chala kis oar hai...
bandhi kyun itihas se...
bhavishya ki dor hai....
Wednesday, January 23, 2008
Sunday, January 20, 2008
Thursday, January 17, 2008
vishwas
AB HAAR SE KOI SHIKWA NAHI MUJHKO,
KYUNKI HAR HAAR MERI
MUJHE JEET KA VISHWAS DILATI HAI.
AB BHAY NAHI LAGTA ANDHERON SE MUJHKO
KYUNKI YEH ANDHERE RAT KE
MUJHE SUBAH HONE KA VISHWAS DILATE HAI
AB NA GHUMAN HOTA HAIGUMNAM RAHON PE MUJHKO
KYUNKI GUMNAM RAHEIN YEH,
MUJHE MERI MANZIL PANE KA VISHWAS DILATI HAI
AB HAAR SE KOI SHIKWA NAHI MUJHKO
KYUNKI HAR HAAR MERI,
MUJHE JEET KA VISHWAS DILATI HAI....
KYUNKI HAR HAAR MERI
MUJHE JEET KA VISHWAS DILATI HAI.
AB BHAY NAHI LAGTA ANDHERON SE MUJHKO
KYUNKI YEH ANDHERE RAT KE
MUJHE SUBAH HONE KA VISHWAS DILATE HAI
AB NA GHUMAN HOTA HAIGUMNAM RAHON PE MUJHKO
KYUNKI GUMNAM RAHEIN YEH,
MUJHE MERI MANZIL PANE KA VISHWAS DILATI HAI
AB HAAR SE KOI SHIKWA NAHI MUJHKO
KYUNKI HAR HAAR MERI,
MUJHE JEET KA VISHWAS DILATI HAI....
Subscribe to:
Posts (Atom)